By : Dr. Adil Husain
Kiski raah dekhte ho, koi farishta na aayega,
Jo beet chuka hai pahle, vo waqt guzishta na aayega..
Behtar hai kadar kiziye, sabhi ke jazbato ki aap,
Ek bar jo dil toota, to dubara dil lagaya na jayega,
Gaflato ka dhuaa hai, har soo hi nazar aata hai,
Chand charago se, in andhero ko mitaya na jayega,
Khwahisho ki aadat hai, kabhi rukti nahi hai,
Yu hamse bhi, bar bar man maara na jayega,
Choti choti khushiyo ko manana achhi bat hai,
Magar dil dukhane ki sazaa, tu ek din payega,
Na ye duniya rahni hai, na ye log vahi rahenge,
Waqt aane par, har shay ko badal diya jayega..
Tere pas hu, par main tere sath nahi,
Tuze bhi shayad, mere pyar ka ahsas nahi,
Yu to milta hu kai bar bheed me tuzse,
Me bhi qafila hu, tere liye kuch khas nahi,
Kahna bhi chahu, to tumhi rok deti ho,
Ye nadani hai, ya kisi aur ka ahsas kahi,
Nigaah kahti to hai mujse, ki intezar me hai,
unhe zaroorat nahi shayad, muze qarar nahi,
Rakhte to ho qareeb muze, dil ke bahut,
Magar muze hi, is dil par ikhtiyar nahi,
Kahi Na sabar kho du, ya mayoos ho jau main,
Bahut lambe intezar ki bhi, itni miyad nahi...
कुछ इस तरह से तुम हम पे शामिल हुए,
के हम ने अपने आप को ही खो दिया,
आया वो दिन भी जब तुम ने हम को छोड़ दिया,
ढूंढते रहे अपने आप को तो, तेरा ही अक्स दिखाई दिया,
कुछ इस तरह से तुम हम पे शामिल हुए,
के हम ने अपने आप को ही खो दिया,
करते थे इतनी मोहब्बत के तेरी मोहब्बत में खुद को फ़ना किया,
तेरी लिए हमनें अपने अपनों को तक छोड़ दिया,
कुछ इस तरह से हम ने अपने आप को बरबाद है किया,
ना आना अब लौट कर तु, तेरी यादों के सहारे हमनें जीना सीख लिया,,
क्यु? तुम हम पे इस तरह से शामिल हुए,
के हम ने अपने आप को ही खो दिया..!
© Copyright 2020-24 bepanaah.in All Rights Reserved