Ranzishe na gai

Zindagiya chali gai, par dil se ranzishe na gai,
Muhabbat par zamane ki, bandishe na gai,

Waqt ne badal daale karwaan kai,
Par kuch se raahe bhi badli na gai,

Nafrato ki aag me julas kar bhi bar bar,
Vo ek bar bhi fir muhabbat se milne na gai,

Zindagi aasan nahi hai, maloom hai sabhi ko,
Magar kuch se to ye galatfahmi bhi pali na gai,

Apni muhabbat ke pairokar the jo bade shor se,
Hizr ki tanhaiya bhi unse sambhali na gai,

Pakad kar hath mera umar bhar ke liye chod diya,
Mahaz ek azmaish bhi unse sath tali na gai...

Mohammad Aarif By : Mohammad Aarif

Zindagi Shayari Views - 456 8th Oct 2020

Dil ne majboor Kar diya

Aaj fir se mere dil ne muze mazboor kar diya,
Tere ishq ne saara bharam door kar diya,

Yaqee tha koi nahi dakhil ho sakta dil me mere,
Usi dil ko tumne mutmain zaroor kar diya,

Bade azeeb halat ho gaye hai ab mere,
Mere sukoon ko hi tumne suroor kar diya,

Kabhi mulaqat hui, to kya hoga Khuda jane,
Filhal baato se hi muze, khud se door kar diya,

Mene bana liya hai tumko apne safar ki rahguzar,
Khud ko raat ka musafir aur tumko noor kar diya,

Ab tere naam se pahchan ne lage hai log muze,
Tumhari justaju ne muze itna mash hoor kar diya...

Mohammad Aarif By : Mohammad Aarif

Mohabbat Shayari Views - 854 8th Oct 2020

Karo koi wada to

करो कोई वादा कभी किसी से,
तो निभा भी लिया करो,

रिश्तों को तोड़ने से तुम,
कभी तो बचा लिया करो,

कभी हो जाए किसी से कोई गलती,
तो उसे माफ भी कर दिया करो,

ज़िन्दगी ये भी है "रुशदा",
गम कितने भी हो, मुस्कुरा लिया करो..!

Rushda Sadaf By : Rushda Sadaf

Zindagi Shayari Views - 569 5th Oct 2020

Kya pyaar aise hi hota

हर शाम वो मुझे याद आता है,
मेरा ना हो कर भी जाने क्यु मेरे दिल को लुभा जाता है,

देखूँ ना उसे जिस दिन मेरा मन उदास हो जाता है,
रहता है आस पास मेरे तो सुकून मिला जाता है,

उसकी ख़ुशी मे ख़ुश हो जाती हूँ,
उसके ग़म में रोना मुझे आता है,

क्या प्यार ऐसे ही होता है?

Ammara Khan By : Ammara Khan

Mohabbat Shayari Views - 479 5th Oct 2020

Is Dil Mein Dastak to de di

इस दिल मे दस्तक तो दे दी , हाले दिल आ कर भी देखो,
तुम्हारी आँखों से आंसू  ना निकल जाएं तो कहना,

मोहब्बत है तुम से इस कदर के खुद को तुम्हारे लिए मिटा देंगे,
यकीं ना आए तो आज़मा लो हमें ,फिर कहना,

मोहब्बत है सिर्फ तुम से ,तुम्हे ही बसाया है ना जाने कब से,
सदियों बाद भी लौट कर आओ, और इस दिल मे तुम्हारी तस्वीर न मिले तो कहना..!

Ammara Khan By : Ammara Khan

Dard Shayari Views - 224 18th Sep 2020
About Us
Bepanaah.in is a feeling that is very attached to our life. Like unbridled joy, unbridled pain, unbridled love. this website important for those pepole who love to write, who express own feelings. We update our website periodically with fresh shayari thats why you find unique and latest sher o shayari on Bepanaah.in
Follow Us
Facebook Likes

© Copyright 2020-24 bepanaah.in All Rights Reserved