Ye dard bhare haalat nahi kaat sakta tha me,
Tere bagair ek raat nahi kaat sakta the me,
tu itne khulus se jhut bol rahi thi mujh se,
chah kar bhi teri baat nahi kaat sakta tha me,
mera hath pakad kar maa ne chalna sikhaya tha JAMI,
Do pal ki mohabbat ke liye hath nahi kaat sakta tha me...