Tum muskura rahe ho kisi ko yaad karte hue,
lazim hai ki aankho me nami banayi jaye,
gira dete hain aksar chalne walo ko log yaha,
to kyu na khud ki ek alag apni zameen banayi jaye,
badhte hi ja rahe hain mere chahne wale har din,
chahta hu sabko bhula kar sabki kami banayi jaye...
