Ye jo halka halka tum muskura rahe ho,
kiska pyaar hai jo aankho me chupa rahe ho,
tumhari aankho par chaya kiska noor hai,
us insan me kuch to khas baat zarroor hai,
tabhi tho uski baate tumhe itni bhaa rahi
ki tumhari aankhe tak uski baat karne par itna sharma rahi hai...
Muskurahat
By : saru sain
Follow on Instagram
Shre_the_writer
Romantic Shayari
Views - 545
9th Feb 2020
