Meri aankhe ab laal rehne lagi hain,
Magar jaisi bhi hain kamaal rehne lagi hain,
Unke kaano ki choti badi baaliyan,
Hayeee kasam se babaal rehne lagi hain,
Koshish karta hu magar fas sa jata hu,
Teri baate machliyon ka jaal rehne lagi hain,
Chidiyen na jane ab kaha cheh-chahati hain,
Sooni sooni pedo ke daal rehne lagi hain.
Musibat me meri maa ki duayen jami,
Ban ke aksar mujh pe dhaal rehne lagi hain.