Hazaaron log mile tab jakar ek yaar banaya,
fir mene us hi shakhs se apna pyar banaya,
usse jab bhi milta hu gale lag lag kar milta hu,
har mahine khud ke liye alag tyohaar banaya,
kapde chhat par failane tanha hi aaya karti thi,
fir mene apni chhat par bhi kapdo ka ek taar banaya...!