Khud ko upar bitha liya mene,
makaam aisa paa liya mene,
tum bhukhe mat sona,
suno khana kha liya mene,
usne bas abhi abhi manaya tha,
fir se muh bana liya mene,
sari bolti band kar di uski,
labon se labon ko laga liya mene,
JAMI ek din bohat dur baitha tha,
fir apne paas bula liya mene...
