Mere dard se tumhe bhi dard hona chahiye,
dard aisa nahi ki sar dard hona chahiaye,
dard aisa nahi ki sar dard hona chahiaye,
tumhari zulfon se khelenge tumhari baahon me bhi aayenge,
lekin shart ye hai ki mausam sard hona chahiye,
jo izzat bhi kare, khayal bhi rakhe aurat ka,
hazaron mardon me ek aisa mard hona chahiye...