मोहब्बत ऐसी हो गई थी मोहब्बत से,
की मोहब्बत की लत सी लग गई थी,
और मोहब्बत ने समझ लिया,
कि मोहब्बत नहीं ये पागलपन है..!
मोहब्बत ऐसी हो गई थी मोहब्बत से,
की मोहब्बत की लत सी लग गई थी,
और मोहब्बत ने समझ लिया,
कि मोहब्बत नहीं ये पागलपन है..!
Ye baarish ki bunde mujhe unki Yaad dila jaati hai,
jab main unke sath hua krti thi,
wo Kuch yaade yaad dila jaati hai,
or meri in nam aankho ke aasuo ko chupa jaati hai...
Aaj fir unhone, mera pasandida rang pehna hai.
Is neele rang me, vo lagti noor haseena hai..
wese toh mausam, beshak acha hi hota hai,,
Par aaj mausam ke bhi aage, ye lagta roop suhana hai...
Chai ek an-kaha sa ehsaas hai,
chai kabhi na mitne wali pyaas hai,
dil ka sukun or aankho ki aakhiri aas hai,
chai dil ka gehra sa vishwas hai,
thand me mehkti si hawao me ghuli mithas hai,
chai aankho ki khushi or chain-o-sukun ki akhiri talash hai,
jannat ka darwaza, rooh ka roohani libaas hai,
chai nhi mere adharo ki machalti si pukar ka ek pyara sa jawab hai...
Maa ke aanchal se lipatkar sona, kuch esa lagta hai.
Jeete jee paa li ho jannat, ke jesa lagta hai,
mil jaate he har sawal ke jawab, us aanchal ki chaya me,
Jise paakar apna jeevan, kuch dhanya sa lagta hai...
© Copyright 2020-24 bepanaah.in All Rights Reserved