Kaise mil jaun main Kisi aur ko
Abhi khud ko hi mayassar nhi Hun mein..!!
0
Total Poet
0
Total Poetry
0
Ghazals
0
Subscribers
Total Poet
Total Poetry
Ghazals
Subscribers
Kaise mil jaun main Kisi aur ko
Abhi khud ko hi mayassar nhi Hun mein..!!
Apni raftar se guzar Rahi hai , Zindagi.
Ya hum guzar rahe hai, samjh Nahi aata.
Waqt badalta hai,
Log kyu badl jate Hain, samjh Nahi aata.
Raat guzar jaygi tumhari yaado ke shahre.
Ya mein hi guzar dunga, samjh nhi aata.
Har pal Yaad aate ho tum.
Ya mein Yaad karta Hun, samjh Nahi aata.
Juda ho gye hum tum.
Jab bichadna hi tha ,to mile kyun the,
Samjh Nahi aata.
Waqt ki raftar bhi tez hai , zindagi main.
Hum kis raftar se chalen, samjh Nahi aata...!!
दो घड़ी मुझसे मिलने आओ ना ।
दो कुर्सी दो चाय दो बातें सुनाओ ना ॥
दो कदम साथ चलो वह पुरानी नज़्म गाओ ना ।
दो दिन दो पहर कदम से कदम चलाओ ना ॥
दो लफ़्ज़ मैं कहूँ तुम हाँ में हाँ मिलाओ ना ।
दो शब्द मैं गीत के गाऊँ तुम भी साथ में गुनगुनाओ ना ॥
दो बातें जो लोगों ने कही मुझे भी तुम बताओ ना ।
दो पल मुझको तुम अपने पास बुलाओ ना ॥
दो वादे फिर से करो दो दफे और बहलाओ ना ।
दो अल्फाज़ तीखे कहकर फिर से मुझे सताओ ना ॥
Paigam-e-ishq ho to Ijazat ki kya zarurt,
Dil wo jagah hai, Jiska darwaza Nahi hota...!
© Copyright 2020-24 bepanaah.in All Rights Reserved
