• Banner1
  • Breath

0

Total Poet

0

Total Poetry

0

Ghazals

0

Subscribers

Left top border
Right top border
Left bottom border
right bottom border

Haste hain log

Me gamzada mere haal pe haste hain log,
mere chehre ke rang-o-jamaal pe haste hain log,

raat me sone se pehle subah ko uthne ke baad,
mere zehan me aaye hue tere khayal pe haste hain log,
 
chand ke qadmo tale raat ki tanhai me,
tumse mene kiya the jo bhi us sawal pe haste hain log,

tere gham me jo piye the JAMI sharab ke chand ghunt,
lad-khadate qadmo wali meri chaal pe haste hain log,

Jami Ansari By : Jami Ansari

Dukh Poetry Views - 725 28th Mar 2020
Left top border
Right top border
Left bottom border
right bottom border

Corona

यही तो रोना है,
विश्व के हर देश मे अब कोरोना है।

Sachin Gupta By : Sachin Gupta

Dukh Poetry Views - 318 28th Mar 2020
Left top border
Right top border
Left bottom border
right bottom border

Woh humaare sheron mein rahne ke kaabil nahin hai

Woh humaare sheron mein rahne ke kaabil nahin hai,
jinki wafa khuda ki rehmat se haasil nahin hai,

chamakta suuraj bhi simat jaata hai kaali raat mein,
unko dil se bhula dena utna mushqil nahin hai 

duniya mein kitne raah kitne rehguzar aur bhi hai,
jaan le ai dil unke mod par teri manzil nahin hai,

unki yaad mitaane ke liye yeh ghazal bhi kah di,
phir kyun unki maujoodgi se yeh dil ghaafil nahin hai...

Farishta Samal By : Farishta Samal

Bewafa Shayari Views - 678 28th Mar 2020
Left top border
Right top border
Left bottom border
right bottom border

Meri fitrat

Meri Fitrat me nahi un parindo ke sath udna,
Jo har kisi ke sath udte hai...

Rukhsar By : Rukhsar

Bewafa Shayari Views - 625 27th Mar 2020
Left top border
Right top border
Left bottom border
right bottom border

Narazgi

वो मुझसे नाराज़गी कुछ यूँ भी जताता है,
साथ बैठ कर खाना अलग थाली में खाता है...!

Anshi srivastava By : Anshi srivastava

Mohabbat Shayari Views - 634 27th Mar 2020
About Us
Bepanaah.in is a feeling that is very attached to our life. Like unbridled joy, unbridled pain, unbridled love. this website important for those pepole who love to write, who express own feelings. We update our website periodically with fresh shayari thats why you find unique and latest sher o shayari on Bepanaah.in
Follow Us
Facebook Likes

© Copyright 2020-24 bepanaah.in All Rights Reserved