Kaun kehta hai ishq ek baar hota hai,
Me jab jab tuje dekhti hu muje har baar hota hai...
Har baar hota hai
By : Heena dangi
Ishq Shayari
Views - 489
6th Jan 2020
Kaun kehta hai ishq ek baar hota hai,
Me jab jab tuje dekhti hu muje har baar hota hai...
By : Heena dangi
Jaate jaate tune khud par hi dhaya hai sitam,
Aashiq ko shayar bana diya, Aur khud hi thama di kalam...
By : Shivam Agrahari
Mai doob ke ubhri toh bas itna hi dekhi,
auro ki tarah woh bhi kinare par hi khada tha...
By : Rukhsar
Raat ke andhere me teri aawaz sunai deti,
mujhe hadd se zyada dard ye tanhai deti hai..!
By : Shankar lal dangi
Tujhse apne Ishq ka izhaar Kiya hai,
mene apni hi barbadi ka Elaan kiya hai..!
By : Heena dangi © Copyright 2020-24 bepanaah.in All Rights Reserved