Meri mohabbat ko maamuli na samjh..
Qki Tinka bhi Apni jagh wazan rakhta hai ...
Meri Mohabbat
By : Rukhsar
Mohabbat Shayari
Views - 438
21st Jun 2020
Meri mohabbat ko maamuli na samjh..
Qki Tinka bhi Apni jagh wazan rakhta hai ...
By : Rukhsar
Mohabbat ki bebasi aaj kuch is qadr dekhi...
Us ne tasveer toh jalayi par raakh nhi pheki,
By : Rukhsar
Ab toh Mohabbat ke naam se bhi nafrat hai sahab,
jise toot kar chahte the woh mila hi nahi...
By : Rukhsar
Kya mil gyi tumhein tumhari manzil..?
Jiske liye Tum ne Meri Qurbaani di...
By : Rukhsar
Wafayein khoon me hoti hai sahab,
Bande toh sab khaak ke hote hai...
By : Rukhsar © Copyright 2020-24 bepanaah.in All Rights Reserved