मेरी जिंदगी में सुबह हो जाती है.
जब जब तेरी हाथ की चाय मिल जाती है ☕☕☕
0
Total Poet
0
Total Poetry
0
Ghazals
0
Subscribers
Total Poet
Total Poetry
Ghazals
Subscribers
मेरी जिंदगी में सुबह हो जाती है.
जब जब तेरी हाथ की चाय मिल जाती है ☕☕☕
Ye kesa jadu nigah-e-yaar tune kiya,
dil ke qaraar ko mere be-qaraar tune kiya,
me bhikhari tha mohabbat ka baadshah bana kar mujh ko,
utha ke zameen se palkon pe sawaar tune kiya,
teri is adaa ke sadke khairaat baant du zamane me,
jitna pyar mene kiya utna hi pyar tune kiya,
meri aankhe hayaa se jhuk rahi thi uth rahi thi magar,
mila ke aankho se aankho ko chaar tune kiya,
duniya ujad chuki thi sukhe darakht ki manind,
dil ke bagiche me JAMI bahaar tune kiya.
Tere nam se jo nam juda mera,
tu mere ishq ki tabeer hogya,
teri rooh ka meri rooh jo nata paya mene,
ki tu meri sukun ki tasveer hogya...
सँवरने के लिए नहीं जनाब,
आइना देखा हैं मैंने , खुद से मिलने के लिए आज।।
Parinde udh gaye shajar udaas hain,
jaha jaha bhi gaye dar-badar udaas hain,
ek unke jane se mere ghar ke kamre ke,
chadar, kambal, takiye-wakiye bister udaas hain...
© Copyright 2020-24 bepanaah.in All Rights Reserved
