• Banner1
  • Breath

0

Total Poet

0

Total Poetry

0

Ghazals

0

Subscribers

Left top border
Right top border
Left bottom border
right bottom border

Tarke Talluq

Wo tarke Talluq pe tha Mayal,
Mujhe laga Aazma raha hai...

Rukhsar By : Rukhsar

Dard Shayari Views - 545 18th Feb 2020
Left top border
Right top border
Left bottom border
right bottom border

Milne wale to

Kon khta hai Muhabbat me mulaqat zaruri hai.
milne wale to khwabo me mil  jate Hain....!!❤️

Rushda Sadaf By : Rushda Sadaf

Mohabbat Shayari Views - 576 17th Feb 2020
Left top border
Right top border
Left bottom border
right bottom border

Sirf kehne ki baat nahi hai

सिर्फ कहने की बात नहीं है,
मैंने महसूस किया है तेरा ज़िक्र अपनी साँसों में...!

Heena dangi By : Heena dangi

Ishq Shayari Views - 475 15th Feb 2020
Left top border
Right top border
Left bottom border
right bottom border

Nasheela ho gaya hu

Me sharm se laal peela ho gaya hu,
thoda tight thoda dheela ho gaya hu,
 
tumne chhua hai jabse mere hontho ko,
tab se me kafi nasheela ho gaya hu,
 
kahi chubh na jaye meri mohabbat ka teer,
bach ke raho mujh se nukeela ho gaya hu,
 
kitni khushiyan mana raha hu tere milne par,
jaise me koi chain-chabeela ho gaya hu,
 
ek raat mere daman ne mujhe pakad Kar kaha,
itna mat ro pagal me geela ho gaya hu,
 
kuch is tarah ban rahi hai chai mere andar JAMI,
wo mera dhakkan me uska pateela ho gaya hu...

Jami Ansari By : Jami Ansari

Romantic Shayari Views - 536 12th Feb 2020
Left top border
Right top border
Left bottom border
right bottom border

Duaein Do Mujhe

Duaein do mujhe, mere liye qurbani nahi...
mujhe pareshani pasand hain, Kisi ki meherbani nahi ..!!

Rukhsar By : Rukhsar

Paigaam Shayari Views - 543 12th Feb 2020
About Us
Bepanaah.in is a feeling that is very attached to our life. Like unbridled joy, unbridled pain, unbridled love. this website important for those pepole who love to write, who express own feelings. We update our website periodically with fresh shayari thats why you find unique and latest sher o shayari on Bepanaah.in
Follow Us
Facebook Likes

© Copyright 2020-24 bepanaah.in All Rights Reserved